Wednesday, April 29, 2009

Deewana banana hai to

It is a very beautiful ghazal by Behzad Lakhnawi, I am trying to write the lyrics because a) they are eloquent and b) I can't see them on the web, at least not found on a rudimentary search. :) There, my contribution to the world, today's good act. ha ha, okay sorry am not doing it for altruistic motives this is purely for my own enjoyment.

Deewana banana hai to deewana bana de
Varna kahin taqdeer tamasha na bana de

Ai dekhne waalon mujhe has has ke na dekho
Tumko bhi kahin mohabbat mujh sa na bana de (Oh! that is ..... well, it has happened to me and i am sure to a lot of other ppl, when you make fun of someone, life shows you their side eventually doesn't it? ;) )

Main dhoond raha hoon jisko meri vo shamma kahan hai
Jo bajzm ki har cheez ko parwaana bana de ( Ahem ! hmm... biased opinion but, whatever)

Akhir koi soorat to ho khana-e-dil ki
Kaba nahi banta to butkhana bana de (Waah waah! my feelings exactly)

Behzad har ek gaam pe ek sajda-e-masti
Har zarre ko sang-e-dar-e-jana na bana de ( :D um hmm, sure, why not? )

Here a link to Begum Akhtar's rendition

2 comments:

Sarwar Nepali said...

kuch galtiyan hain words mein neeche mein ne correct kar diya hai
Ai dekhne waalon mujhe has has ke na dekho
Tumko bhi mohabbat kahin mujh sa na bana de
Main dhoond raha hoon woh meri shamma kahan hai
Jo bajzm ki har cheez ko parwaana bana de

Akhir koi soorat to ho khana-e-dil ki
Kaba nahi banta hai to butkhana bana de

Behzad har ek gaam pe ek sajda-e-masti
Har zarre ko sang-e-dar-e-jana na bana de