This is for A, because i wrote it on a scrap piece of paper and she saved it for ten years. God. Impressed.
The poem is Javed Akhtar's Dushvaari (Problem) some where in June '98 I had this huge Javed Akhtar phase, craze, whatever. Again am writing from memory, to galat salat muaaf karen.
Main tumhe bhula doon
ab yehi munasib hai
magar bhulana chahoon bhi
to kis tarah bhoolun?
ke tum to phir bhi haqiqat ho
aur yahan to dil ka ye aalam hai
ki kambakht bhula na paya
ye vo ik afsana
jo tha hi nahi
vo ik khayal
jo awaaz ki hadd tak gaya hi nahi
vo ik baat
jo main keh nahi saka tumse
vo ik rabt
jo hum me kabhi raha hi nahi
mujhe yaad hai vo sab
jo kabhi hua hi nahi.
rabt yani rishta...
No comments:
Post a Comment